As a dialogue in the movie “Asoka” goes –
A Monk predicting Emperor Ashok’s future says – “Tumhara bhaagya Samraat se uncha hain!”
Ashok – “Samraat se uncha bhaagya kiska hota hain?”
Monk – “Samraat se uncha bhaagya ‘Ek Yatri’ ka hota hain jab woh apni yatra sampann kar leta hain!”
Main bhi ek yatri hun jo apni ek yatra sampann karke doosri yatra pe chal pada hun. Mujhe nahi pata mera bhaagya kisse bada hain aur mujhe naahi apna bhaagya kisi Samraat se uncha bana naa hain, Mujhe toh sirf apni yatra puri karni hain.
Meri is yatra ke jo humraahi the unko mera hrudaypurvak dhanyawad. Aapki yatra bhi safal rahein aur aap sabka bhaagya kisi Samraat se kum naa ho.
Now coming back to reality after the filmy dialogue, 22nd Sep 2008 to 28th Jan 2011 @ Infosys has been the most awesome time spent in my life.
Thanks to everybody who shared this valuable part of my journey with theirs.
The Beginning J,
Mahadev M Surve.